Fish Masala
Cooking time: As Required
Ingredients :
500gram fish cubes
blind red chilli 1tbsp
zeera powder 1tsp
sabut dhaniya 2tsp
hari mirch cho2 chopped onion
hara dhaniya
tomatoes 2 chopped
haldi powder
salt
oil 4tbsp
Method:
1-fish per lal mirch aur namak laga kar fry karain.
2-piyaz lal karain ab is main tomato dalee
3-cuti we lal mirch dalain namak aur haldi daleen.
4-hari mirch daleen aur hulki anch per rakh deen jab tomato gal jain to bhune
4-ab is main cuta wa zeera aur cuta wa dhania dal deen .
5-ab fish ke piece rakh kar dal deen ab dum per rakh dain .
6-10 min bad hare dhunia se garnish karain aur surf karain
Copyright™ 2007 - 2009 KoolFree.Com All Rights are Reserved.